What is jee advanced and it’s rule & regulation
in Hindi.
Question:- Jee (joint entrance
exam) advanced-2016.
Question:- jee advanced-2016 entrance kya hai.
Question:- jee advanced-2016 entrance kya h aur iske disha
nirdesh!!
Jee advance entrance-aaj mai jee advance k bare me hindi me
batane ja raha hu! Kya hai jee advanced entrance aur iske rule and regulation
kya kya hai! Mai batana chahunga ki pure india me maximum student ese hai jo
jee main ke exam’s ko qualify to kar lete hai par unhe jee advanced ke bare me
jyada kuch nahi pata hota hai! We ab tak yahi sunte aaye hai ki jee advance
qualify karne se hame ek IIT’s me admission mil jayega. Par admission lena to
ranking or cut-off pe depend karta hai ki aap kitna behtar counseling kar sakte ho. To mai baat kar raha tha what is jee advanced ke kuch inn bato par dhyan dete
hai WO kya hai....
1. Jee advanced ke exams me do papers hote hai. Ye
to aapko pata hi hoga lekin jinhe nhi pata hai ve bhi jaan le ki jee advance do
baar me paper leta hai aur jee main ek baar mai to jee advanced k do paper hote
hai jise paper Ist and paper IInd bhi kahte hai aur aapko dono paper attempt
karna hi hoga. (yani
aapko dono papers dene hi honge.)
2.
Two languages (do bhasao me ) jee advanced ke
exams ki paper English and hindi me set hote hai aap koi ek language choose kar
sakte hai.
3.
Others countries (dusre desh ) ke student
bhi iss exams me participates kar sakte hai aur jinke pass POI and OCI card hai
wo bhi iss exams ka hissa ban sakte hai
Mai ek baar POI or OCI ke bare mai bata du aapko.
POI-(person of Indian origin), or
OCI-(overseas citizen of india)
jiska full form hai ab to aapo pata chal gya hoga agar nhi to mai isspe bhi aage ek post likhne wala hu usse aap padh ligiyega.
POI-(person of Indian origin), or
OCI-(overseas citizen of india)
jiska full form hai ab to aapo pata chal gya hoga agar nhi to mai isspe bhi aage ek post likhne wala hu usse aap padh ligiyega.
4.
Jee advance ke rule me yah bhi hai ki jinke
parents defence service me the aur unhe kisi yudhh (war) me wo saheed ho gye ya
fir kisi army operation (secret operation conduct by defense services) me unke sath ye ghatna (accident) hui hai to unke bachcho
ke liye IIT’s me DS (defence services cota) category seats hote hai jisme we un
seat ke liye eligible hote hai. Issme unko IIT Milne ke chances bad hate hai.agar aapke in me SE hai to aap jee-main or advanced Ka paper jarur de issue IIT me admission ki possibility 80% badh jati hai chahe aapki ranking low kyu na ho.
5.
Sabse important ye baat hai ki aap sabhi ko carefully samajhna hoga ki IIT's and ISM ke liye acche scoring karne ke liye aapko
category wise top 20 percentile hona chahiye ya aapko kam se kam 75% aggregate
marks SC,ST and PWD candidate ke liye hona chahiye.
6.
Aur sabse last point ye hai ki aap jee-main Ka exam maximum do baar hi de sakte hai yani (two attempts) uske baad aapko jee advanced
ke exam me appear hone ka chance nhi milega.
Upar di gayi main point se aap ab to puri
tarah se jaan hi gaye honge ki jee advanced kya hai aur iske rule and
regulation kya kya hai.
Aasan
Track ke iss post ki jankari se aap santust hai to aap hamare page ko
subscribes bhi kar sakte hai aur aap iss post ko share karke apne dosto ko bhi jankari
dene me hamari help kar sakte hai. Agar fir bhi aapke man me koi question hai to
aap hame sidhe comment box me apna massage likh kar hame bata sakte hai. Hame
aapki madad karne me khusi hogi.
Dosto
hame khusi hui ki aap Hama's blog par aaye aur hamari post padhke jankari prapt
ki. Agar aapke paas bhi esi koi LIFE TRACK yani kisi ko jivan me sahi raste
dikhane me Help karni ho to aap hame email ke through apni rai hame apni photo
ke sath bheje, Agar aapki post se kisi ko madad mil sakti hai to ham
aasantrack.blogspot.com pe aapki photo ke sath publish karenge. hamara email id
hai.
Emai id-aasantrack@gmail.com
Emai id-aasantrack@gmail.com
Aap hamare
page ko bhi Facebook, Twitter, Google+ or instagram par bhi like kar sakte hai.
17 comments
Click here for commentsnice post ...
Replywww.Deepshelp.com
Thanks for suggestion lalit rathod
ReplySir me yeh puchna chata hu ki iit jee kya hai isse kya hota hai? Isse kuch profit hai kya? Isko karne ke liy kya kya hona important hai? Kya isko karne ke liy fees ya college join karna padta hai kya? Please sir muje dwara batay me abhi kuch nahi janta me abhi inter kar chuka hu. Kya iske liye koi diploma karna hoga. Please sir batao aapki ati krapya hogi. I am poor student.
Replysagar ji aap iit jee ka entrance qualify karne se aapko iit college me admission milta hai jisse aap apna carrier bana sakte hai iit me aap engineering ki course ko apne interest ke according choose kar sakte hai
Replyiit me admissin lene ka ek hi process hai entrance ko qualify karna jo ki thoda tough hota hai agar aapki physics, chemestry aor maths subject acche hai to aap khud iit ki syllabous k according taiyari kar sakte hai agar aapka aur koi sawal hai to keep asking and visiting
No more live link in this comments field
ReplyVisit on josaa.nic.in to get Jermain and advanced schedule
ReplySir,Hame IIT (MAIN+ADV) me safalta pane ke liye koi salah de.Please
ReplySir,apke dwara batayi gayi jankari hame achha laga iske liye apko sahe dil se sukriya ada karta hoon.
Replyits my pleasure pls visit cotinue
ReplyNo more live link in this comments field
ReplyNo more live link in this comments field
ReplyNo more live link in this comments field
ReplySir, agar Meri rank jee mains me 10,000 ke andar aa Jaye to mujhe admission mil jayega kya.
ReplyNo more live link in this comments field
ReplyWe know some things about business and expect to offer direction to our Sensible Businessmen and business people that assistance them develop and reinforce their busine ss.
Replyreally a nice post..https://bit.ly/2T5Bmyg
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon